Meri aur duniya mein har maa ke liye ek Kavita Meri taraf se- Wo hostel jaisi Zindagi kaha....Sab kahte hai Sach bhi hai Pr wo ghr jaisa pyaar kaha Jab kbi bukaar aajata hai Maa ki Mamta ka smaran hota hai Uska apne hatho se garam khaana khilana Khud se phle sbko khilana..khud ke liye bhi na jda bachana Maa ke hath ki garam adrak wali chai Jisse peekee saaree chusst hojaye Wo niswaarth nischal maa ki chaaya Mai khi ni dhundh paayi Kbi maa k saamne aansun chalke to uska aanchal hmesha rha Par akele kmre mein sirf takiye ne hi sahara dia Zindagi chlti jati hai ..pr kabhi kabhi yahi baatein yaad aati hai....aansu le aati hai ...lekin labho pe muskaan aati hai jab maa kya khaana bna hai puchti hi jati hai -antara thapliyal Since your birth your mother has taken care of everything, now when it's your turn to take care of her do not think her as a responsibility or burden. She is the one because of whom you are what you are today. #creatorshala #motherisgod #iloveyoumom #love

Loading...
Loading...
Loading...